The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Brindavan Ki Kunj Galin Me Dhola Radha Banwariya
0
Lata Mangeshkar Hemant Kumar
Bandhan (1956) Rajindra Krishan Masti Bhare Geet
Lyrics of Brindavan Ki Kunj Galin Me Dhola Radha Banwariya - वृंदावन की कुन्ज गलिन में डोले राधा बांवरियाँ

brindavan ki kunj galin me dole radha banwariya
jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya

bhor bhaye jamuna tat jaye sanjh bhaye ghar aaye

jab jab ter sune murli ki it ut dodh lagaye

nindiya me bhi soye soye sune shyam ki bansuriya
jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya
brindavan ki kunj galin me dole radha banwariya
jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya

khoyi khoyi brij ki bala jape shyam naam ki mala

sapne hi me darash dikha do banwari nand ke lala

apne charno hi me rakho krishan murari sawariya