Leader Board

Search by Rank

Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details

Song Heading
Singer(s)
Music Director
Lyricist
Movie / Album
(Rank)
Actor(s)
Category
Average Rating : 4.46 Total Vote(s) : 888

Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.

Lyrics of Tum Tum Taraaraa, Chanaa Jor Garam Baabu - तुम तुम तरारा, चना जोर गरम बाबू

tum tum tarara tum tum taram
tum tum tarara tum tum taram
tum tum taram taram tum tum taram taram
duniya ke ho lakh dharam 
par apna ek dharam chana zor garam 
chana zor garam babu 
mai layi mazedar chana zor garam
chana zor garam babu 
mai laya mazedar chana zor garam

mera chana bana hai aala 
jisme dala garam masala
isko khayega dilwala chana zor garam
mera chana kha gaya gora mera chana kha gaya gora 
kha ke ban gaya tagda ghoda maine pakadke use maroda
mar ke tangdi usko toda chana zor garam 

mere chane ki ankh sharabi 
sharabi chane ki ankh sharabi
ho iske dekho gaal gulabi 
gulabi dekho gaal gulabi
ho iska koi nahi javabi iska koi nahi javabi
jaise koi kudi panjabi jaise koi kudi panjabi
nache chhanan chhanan nache chhanan chhanan
kothe chadh ke tainu pukara sun le mere balam
chana zor garam chana zor garam babu 
mai layi mazedar chana zor garam

mera chana kha gaye gore
gore mera chana kha gaye gore 
o gore jo ginti me hai thode 
o phir bhi mare hamko kode phir bhi mare hamko kode
tum tum taram taram tum tum taram taram
lakho kode tute phir bhi tuta na dam kham
chana zor garam chana zor garam babu 
mai laya mazedar chana zor garam chana zor garam babu 
mai laya mazedar chana zor garam
chana zor garam chana zor garam
chana zor garam chana zor garam
chana zor garam chana zor garam
chana zor garam chana zor garam

mera chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka
mera chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka
ye dushman hai khudgarzi ka khudgarzi ka khudgarzi ka
sar kafan bandh ke nikla haidiwana hai ye pagla hai
mera chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka
apno se nata jodega gairo ke sar ko phodega
apna ye vachan nibhayega mati ka karz chukayega
chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka

mit jane ko mit jayega azad vatan ko kar jayega
na to chori hai na to daka hai  bas ye to ek dhamaka hai
dhamake me awaz bhi hai ek soz bhi hai ek saaz bhi hai
samjho to bat ye saaf bhi hai 
aur na samjho to raz bhi hai
apni dharti apna hai gagan ye mera hai mera hai vatan 
apni dharti apna hai gagan ye mera hai mera hai vatan 
is par jo ankh uthayega zinda dafnaya jayega
mera chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka
ye dushman hai khudgarzi ka khudgarzi ka khudgarzi ka
mera chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka
ye dushman hai khudgarzi ka khudgarzi ka khudgarzi ka

Film cast:
Dilip Kumar, Manoj Kumar, Hema Malini, Shatrughan Sinha, Parveen Babi, Pradeep Kumar, Shashi Kapoor, Sarika, Prem Chopra, Madan Puri, Tom Alter, Birbal, Nirupa Roy, Dheeraj Kumar, Shashikala, Agha, Sulochna, Ram Mohan, Bhagwan, Sudhir Dalvi, Shammi, Lalita Kumari, Kamal Deep, Gurubachan Singh, Kunal Goswami, Rajen Kapoor, Man Mohan, Inayat, Master Aditya, Paintal, Jairaj, Kishore Kapoor, Preeti Ganguli, Gufi Paintal, Veeru Devgan, Nutan, Habib, Shukla, Darshan, Mustafa, Brijbhushan Sahni

Singer:
Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Mahendra Kapoor, Shailendra Singh, Manna Dey

Lyricist:
Manoj Kumar

Music Director:
Laxmikant Kudalkar, Pyarelal

Film Director:
Manoj Kumar

External Links:
Kranti at IMDB    Kranti at Wikipedia