Leader Board

Search by Rank

Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details

Song Heading
Singer(s)
Music Director
Lyricist
Movie / Album
(Rank)
Actor(s)
Category
Average Rating : 4.46 Total Vote(s) : 888

Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.

Lyrics of Mere Angne Me Tumhara Kya Kaam Hai - मेरे अंगने में तुम्हारा क्या काम है

la la la la
mere angane me
mere angane me tumhara kya kam hai 
mere angane me tumhara kya kam hai 
joh hai nam wala
arre joh hai nam wala, wahi toh badnam hai
mere angane me tumhara kya kam hai

jisaki biwi lambi usska bhi bara nam hai, jisaki biwi lambi
jisaki biwi lambi usska bhi bara nam hai 
kothe se lagado
are kothe se lagado sidhi kaa kya kam hai 
kothe se lagado sidhi kaa kya kam hai 
mere angane me tumhara kya kam hai

jisaki biwi moti usaka bhi bada nam hai, jisaki biwi moti
o moti, o moti, o moti moti moti
jisaki biwi moti uska bhi bara nam hai
bistar pe litado
are bistar pe litado gade ka kya kam hai
bistar pe litado gade ka kya kam hai
mere angane me tumhara kya kam hai

jisaki biwi kali usaka bhi bara nam hai, jisaki biwi kali
jisaki biwi kali usaka bhi bara nam hai
aankho me basalo
are aankho me basalo surme kaa kya kam hai
aankho me basalo surme kaa kya kam hai
mere angane me tumhara kya kam hai

jisaki biwi gori uska bhi bara nam hai, jisaki biwi gori
jisaki biwi gori uska bhi bara nam hai
kamare me bitha lo
are kamare me bitha lo bijali kaa kya kam hai
kamare me bitha lo bijali kaa kya kam hai
mere angane me tumhara kya kam hai

jisaki biwi chhoti usaka bhi bara nam hai, jisaki biwi chhoti 
chhoti chhoti, naati naati, chhoti naati
chhoti chhoti, naati naati, chhoti naati
god me bithalo 
are god me bithalo bache ka kya kam hai
mere angane me tumhara kya kam hai
mere angane me tumhara kya kam hai
mere angane me tumhara kya kam hai
joh hai nam wala
are joh hai nam wala wahi toh badnam hai
mere angane me, han mere angane me
mere angane me, mere angane me 
mere angane me tumhara kya kam hai

Film cast:
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Amjad Khan, Ranjeet, Om Parkesh, Rakhee, Suresh Oberoi, Jeevan, Bindu, Mumtaz Begum, Satyen Kappu, Viju Khote, Shreeram Lagoo, Manorama, Mukri, Ram Sethi, Preeti Sapru, Khushboo, Yunus Parvez, Neelam Mehra, Hari Shivdasani, Goga Kapoor

Singer:
Alka Yagnik, Amitabh Bachchan, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Manna Dey

Lyricist:
Anjaan, Prakash Mehra

Music Director:
Kalayanji, Anandji

Film Director:
Prakash Mehra

External Links:
Laawaris at IMDB    Laawaris at Wikipedia