Leader Board

Search by Rank

Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details

Song Heading
Singer(s)
Music Director
Lyricist
Movie / Album
(Rank)
Actor(s)
Category
Average Rating : 4.46 Total Vote(s) : 888

Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.

Lyrics of Aate Jaate Huye Main Sab Pe Nazar Rakhta Hu - आते जाते हुए मैं सब पे नज़र रखता हूँ

ya ali
aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu

naam abdul hai mera, kya, ho
naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu
aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu
naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu

sar kisike samne jhuk jaaye mera, ye mujhe manzur nahi
aa pade vaqt to maut aaye sahi, par mai majbur nahi

jaan par khel jaau, mai vo jigar rakhta hu

naam abdul hai mera, kya, ha
naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu
aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu
naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu

kisne liya kisne diya, kisne kaha maal chhupa rakha hai
maine is dil me saari duniya ka, hal chhupa rakha hai

bol sakata hu zubaan, band magar rakhta hu
bol sakata hu zubaan, band magar rakhta hu
naam abdul hai mera, kya, ha
naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu
aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
aate jaate huye mai sab pe nazar rakhta hu
naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu
naam abdul hai mera, sab ki khabar rakhta hu

Film cast:
Amitabh Bachchan, Rakhee, Shashi Kapoor, Shatrughan Sinha, Parveen Babi, Bindiya Goswami, Sunil Dutt, Kulbhushan Kharbanda, Sudhir Pandey, Mazhar Khan, Padmini Kapila, Bindu, Helen, Johny Walker, Sujit Kumar, Viju Khote, Mac Mohan, Yunus Parvez, Dalip Tahil, Goga Kapoor, Sharat Saxena

Singer:
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Parveen Babi, R D Burman, Usha Mangeshkar, Usha Uthup

Lyricist:
Anand Bakshi

Music Director:
R D Burman

Film Director:
Ramesh Sippy

External Links:
Shaan at IMDB    Shaan at Wikipedia