The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Sikha Nahin Sabak Tune Pyar Ka
0
Lata Mangeshkar Shankar Jaikishan Raj Kapoor, Hema Malini
Sapnon Ka Saudagar (1968) Hasrat Jaipuri Romantic Songs
Lyrics of Sikha Nahin Sabak Tune Pyar Ka - सीखा नहीं सबक तूने प्यार का

seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka
seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka
seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka
seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka

aa dil ki pustak main tujhko padhaaun
aa dil ki pustak main tujhko padhaaun
chahat ke dastur tujhko sikhaaun chahat ke dastur tujhko sikhaaun
phir aayega na mausam bahaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka
seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka

saari umar tune yu hi gujari saari umar tune yu hi gujari
duniya mein aakar raha tu anadi duniya mein aakar raha tu anadi
ab lele mazaa jeet haar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka
seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka

ek ek dohe mein ek ek gyarah ek ek dohe mein ek ek gyarah
ulfat mein hai ek rasta hamara ulfat mein hai ek rasta hamara
ye khel hai to bas aitbaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka
seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka
seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka
seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka