The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Gori Chalo Na Hans Ki Chal Zamana Dushman Hai
0
Asha Bhosle, Mohammed Rafi Shankar Jaikishan
Beti Bete (1964) Hasrat Jaipuri Happy Songs
Lyrics of Gori Chalo Na Hans Ki Chal Zamana Dushman Hai - गोरी चलो न हंस की चाल ज़माना दुश्मन है

gori chalo na hans ki chal jaman dusman hai
teri umar hai solah saal jamana dusman hai
kuchh parwah nahi sarkar jamana dusman ho
mujhe tumse hua hai pyar jamana dusman ho
gori chalo na hans ki chal jaman dusman hai
teri umar hai solah saal jamana dusman hai

ho chand si ujali haasina tum chhod do aana jana
rokega tumhari rahe ham jaisa koi diwana
koi lakh lagaye pahre mai pahre tod ke aau
hu tere milan ki pyasi mai dunia chhod ke aau
gori chalo na hans ki chal jaman dusman hai
teri umar hai solah saal jamana dusman hai
kuchh parwah nahi sarkar jamana dusman ho
mujhe tumse hua hai pyar jamana dusman ho

ye ishk hai aag ka dariya tum soch samjh kar uatarna
hai isme hazaro tufaa asan nahi hai gujarna
jab pyar ka bandhan bandha phir aag ho ya hai pani
dar jaye wo kaisi ulfat sar jaye wo kaisi jawani
gori chalo na hans ki chal jaman dusman hai
teri umar hai solah saal jamana dusman hai
kuchh parwah nahi sarkar jamana dusman ho
mujhe tumse hua hai pyar jamana dusman ho