Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ek Tha Raja Ek Thi Raani, Aao Sunau Unki Kahani
|
Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan | ||||
Hariyali Aur Rasta (1962) | Shailendra | Masti Bhare Geet | |||||
ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani
ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani
ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani
the wo bachpan ke sathi ek duje ke diwane
khela karte the milkar milkar gate the gane
milkar gate the gane din the wo ujale
rat thi suhani aao sunau unki kahani
ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani
wo ude badlo ke sang wo inderdhaus pe jhule
pariyo ke desh me pahunche
wo is dunia ko bhule wo is dunia ko bhule
bat hai kal ki par hai purani aao sunau unki kahani
ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani
ik din dono ne milkar kagaj ki naaw bahayi
wo naw bahi dam bhar ko
phir jor ki andhi ayi phir jor ki andhi ayi
naw to kho gayi bah gaya pani
aao sunau unki kahani
ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani
ek tha raja ek thi rani ek tha raja ek thi rani