The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Awaara Hoon Ya Gardish Mein Hoon Aasmaan
0
Mukesh Chand Mathur Shankar Jaikishan Raj Kapoor
Awara (1951) Shailendra Philosophical Songs
Lyrics of Awaara Hoon Ya Gardish Mein Hoon Aasmaan - आवारा हूँ या गर्दिश में हूँ आसमान

awaara hun, awaara hun
yaa gardish me hun aasmaan kaa taara hun
awaara hun, awaara hun
yaa gardish me hun aasmaan kaa taara hun
awaara hun

gharbaar nahin, sansaar nahin
mujhse kisi ko pyaar nahin
mujhse kisi ko pyaar nahin
us paar kisi se milane kaa ikraar nahin
mujhse kisi ko pyaar nahin
mujhse kisi ko pyaar nahin
sunsaan nagar anjaan dagar kaa pyaara hun
awaara hun, awaara hun
yaa gardish me hun aasmaan kaa taara hun
awaara hun

aabaad nahin barbaad sahi
gaata hun khushi ke geet magar
gaata hun khushi ke geet magar
zakhmon se bharaa sina hai mera
hasti hai magar ye mast nazar
duniyaa aa
duniyaa me tere teer ka ya takdir ka maara hun
awaara hun, awaara hun
yaa gardish me hun aasmaan kaa taara hun
awaara hun, awaara hun, awaara hun