The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Ankhon Me Kajal Bhara
0
Lata Mangeshkar, Shamshad Begum Chitalkar Ramchandra
Lehrein (1953) Rajindra Krishan
Lyrics of Ankhon Me Kajal Bhara - आँखों में काजल भरा

aankho me kajal bhara hotho par hai paan
aaj ye kis ke katal ka hota hai saman
ho ye tirchi najar ho ye tirchi najar
aur tikhi ada hotho ki sazawat kya kahna
hotho ki sazawat kya kahna hotho ki sazawat kya kahna
hotho ki sazawat kya kahna aji hotho ki sazawat kya kahna
gaalo ki chamak aankho ki damek
julfo ki banaawat kya kahna julfo ki banaawat kya kahna
julfo ki banaawat kya kahna ji julfo ki banaawat kya kahna

nashili aankh ka jadoo hai wo bole jo sar chadh ke
kaleje par kisi ke hath daalegi to badh badh ke
ho aankho me haya ho aankho me haya
uspe ye mja masti ki milawat kya kahna
masti ki milawat kya kahna masti ki milawat kya kahna
masti ki milawat kya kahna masti ki milawat kya kahna

kisi ka hath is andaaz se dekho wo ji lenge
samjhte hai khilona dil ko kahte hai yahi lenge
madmaati najar madmaati najar balkhati kamar
is dil ko khichawat kya kahna hotho ki sazawat kya kahna
hotho ki sazawat kya kahna hotho ki sazawat kya kahna
hotho ki sazawat kya kahna ji hotho ki sazawat kya kahna