The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Ae Zamin Ae Aasman Itna Bata
0
Lata Mangeshkar Shankar Jaikishan
Kismat Ka Khel (1956) Hasrat Jaipuri Sad Songs
Lyrics of Ae Zamin Ae Aasman Itna Bata - ऐ ज़मीन ऐ आसमान इतना बता

aye zamin aye aasman itna bata
itna bata jiske hote lut gayi
jiske hote lut gayi kaha hai wo
kaha hai wo kaha hai wo kaha
kaha hai wo kaha hai wo kaha aye zamin aye aasman

mai aaj rote rote mar jau to tumhe kya ha
duniya ki garjisho me pis jau to tumhe kya ha
rakhte hi char tinke ujda ye aashiyana
rakhte hi char tinke ujda ye aashiya
kaha hai wo kaha hai wo kaha hai wo kaha
aye zamin aye aasman itna bata
itna bata jiske hote lut gayi
jiske hote lut gayi kaha hai wo
kaha hai wo kaha hai wo kaha
kaha hai wo kaha hai wo kaha aye zamin aye aasman

mai kaun hu kaha hu kuch bhi khabar nahi
hindu hu ya musalma ye bhi khabar nahi
insan hu aye malik dildar mangti hu
daulat nahi tumse mera pyar mangti hu
ye mandir bhi tera ghar hai ye mandir bhi tera ghar hai
ye masjid bhi tera ghar hai ye girja bhi tera ghar hai
par tu bata kidhar hai tu kidhar hai
tu kidhar hai tu kidhar hai
allah hu akbar allah hu akbar
ash aduallah ilaahi allah
hari om hari om hari om hari om