The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Yaai Re Yaai Re Zor Laga Ke Nache Re
0
Aditya Narayan, Asha Bhosle A R Rahman Urmila Matondkar, Aamir Khan
Rangeela (1995) Mehboob Rock Songs, Masti Bhare Geet
Lyrics of Yaai Re Yaai Re Zor Laga Ke Nache Re - याई रे याई रे जोर लगा के नाचे रे

yaai re yaai re zor laga ke nache re
yaai re yaai re mil ke dhum machaye re
chal mere sang sang le le duniya ke rang
ho ja ragila re rang rang ragila re
yaai re yaai re zor laga ke nache re
yaai re yaai re mil ke dhum machaye re
chal mere sang sang le le duniya ke rang
ho ja ragila re rang rang ragila re

itne chehro me apne chehre ki pehchan to ho pehchan to ho
bade bade naamo me apna bhi naamo nishan to ho pehchan to ho
jine me phir to kya baat ho, din mera aur nayi raat ho
har ghadi bas khushi sath ho
yaai re yaai re zor laga ke nache re
yaai re yaai re mil ke dhum machaye re
chal mere sang sang le le duniya ke rang
ho ja ragila re rang rang ragila re

are yaaro mere paas to aao meri mushkil dur bhagao
cadbury bole main mitha hu, amul bole main mitha hu
horlicks bole main achchha hu, complan bole main achchha hu
kya sabne socha main bachcha hu
chocolate khane me tension hai
dudh pine me tension hai tension tension tension
lanat hai ji us par duniya me hi rehkar
duniya me jo jine ke andaz ko naa jane
mathe ya hatho pe chand ya taaro me
kismat ko dhundhe par khud me kya hai ye naa jane
khudpe hi hamko yaki ho, mushkile raah ki aasa ho
dono hatho me ye jaha ho
yaai re yaai re zor laga ke nache re
yaai re yaai re mil ke dhum machaye re
chal mere sang sang le le duniya ke rang
ho ja ragila re, ragila re rang rang ragila re


lyrics typed by :- ruchita parab