Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Wo Aankh Hi Kya Teri Surat Nahi Jis Me
|
Sonu Nigam | Anu Malik | ||||
Khuddar (1994) | Dev Kohli,, Rahat Indori,, Indeevar | Sad Songs | |||||
wo aankh hi kya teri surat nahi jisme
wo dil hi kya teri chahat nahi jisme
wo aankh hi kya teri surat nahi jisme
wo dil hi kya teri chahat nahi jisme
wo dil hi kya teri chahat nahi jisme
wo aankh hi kya teri surat nahi jisme
wo dil hi kya teri chahat nahi jisme
jakhmo se bhare dil me tera pyar rahega
dunia se mere dard ka afsana kahega
bedardo se ummide wafa ki nahi jati ye
jakhm hai wo jiski dawa ki nahi jati
bedardo se ummide wafa ki nahi jati ye
jakhm hai wo jiski dawa ki nahi jati
ye jakhm hai wo jiski dawa ki nahi jati
wo pyar hi kya tera dard nahi jisme
wo aankh hi kya teri surat nahi jisme
wo dil hi kya teri chahat nahi jisme
wo aankh hi kya teri surat nahi jisme
khud apna janaja liye hum firte rahenge
lekin tujhe jine ki dua dete rahenge
jau jo mai to meri mayyat me na aana
tu mere janaje ko bhi kandha na lagana
mar jau jo mai to meri mayyat me na
aana tu mere janaje ko bhi kandha na lagana
tu mere janaje ko bhi kandha na lagana
wo milan hi kya judai nahi jisme
wo aankh hi kya teri surat nahi jisme
wo dil hi kya teri chahat nahi jisme
wo aankh hi kya teri surat nahi jisme
wo dil hi kya teri chahat nahi jisme
wo aankh hi kya teri surat nahi jisme