The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Wafa Jo Na Ki To Jafa Bhi Na Kije
0
Asha Bhosle Kalyanji Anandji Amitabh Bachchan, Rekha
Muqaddar Ka Sikandar (1978) Anjaan Roothna Manaana
Lyrics of Wafa Jo Na Ki To Jafa Bhi Na Kije - वफ़ा जो ना की तो जफा भी ना कीजे

manjur nahi meri mohabbat to kya huwa ye dost
dushmani nibhane ke liye aa
mana tere karam ke to kabil nahi rahe
aa mere dil pe julm hi dhane ke liye aa
wafa jo na ki to jafa bhi na kije
wafa jo na ki to jafa bhi na kije
sitam janeman is tarah bhi na kije
ke marne ki tamnna me kahi ji na jaye
ke marne ki tamnna me kahi ji na jaye
wafa

nahi ishk hamse nahi na sahi
hame ishk tumse to hum kya kare
haye mar mar ke jine ki adat hame
tumhari bala se jiye na mare
bhala, bhala na kiya to bura bhi na kije
sitam janeman is tarah bhi na kije
ke marne ki tamnna me kahi ji na jaye
ke marne ki tamnna me kahi ji na jaye
wafa, wafa jo na ki to jafa bhi na kije
sitam janeman is tarah bhi na kije
ke marne ki tamnna me kahi ji na jaye
ke marne ki tamnna me kahi ji na jaye
wafa