The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Thamba Re Thamba Rok Tikhi Najriya
0
Asha Bhosle, Mohammad Salamat Anand Raj Anand Sanjay Dutt, Shilpa Shetty
Hathyar (2002) Dev Kohli Happy Songs
Lyrics of Thamba Re Thamba Rok Tikhi Najriya - थांबा रे थांबा रोक तीखी नजरिया

tauba maine tauba maine ki tauba haye rama
yaha waha dole mara ji, ji dole haye rama
thamba re thamba rok tikhi najriya
mar gayi re mar gayi, mai to mar gayi sawariya
thamba re thamba rok tikhi najriya
mar gayi re mar mar gayi mar gayi re
mai to mar gayi sawariya
prem rog mujhko lagana re sajna na re na, na na re na
ho dil pe mere gira na bijuriya
thamba re thamba rok tikhi najriya
thamba re thamba thamb na

tune jadu kar diya aise dil pe kabu kar liya jaise
tune jadu kar diya aise dil pe kabu kar liya jaise
kho gayi re khwabo me kho gayi
ho gayi re mai teri ho gayi
tere nam ki odhi chunariya
thamba re thamba rok tikhi najriya
mar gayi re mar gayi, mai to mar gayi sawariya
thamba re thamb thamb re
wallv re natahwa ho wallv re rama

ek to joban ki angadayi uspe nagan si tanhayi
ek to joban ki angadayi uspe nagan si tanhayi
aaja jara aana meri baho me aana
tujhko sikha dunga dil ka lagana
bhul hi jao na nagar ki dagariya
thamba re thamba rok tikhi najriya
mar gayi re mar gayi, mai to mar gayi sawariya
prem rog mujhko lagana re sajna na re na, na na re na
ho dil pe mere gira na bijuriya
thamba re thamba rok tikhi najriya
mar gayi re mar gayi, mai to mar gayi sawariya
wallv re natahwa ho wallv re rama
wallv re natahwa ho wallv re rama
wallv re natahwa ho wallv re rama, sawriya