| Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
|---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tere Bina Hai Duniya Andheri Jau Kaha Ye Bata
|
Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji | ||||
| Chandrasena (1959) | Saraswati Kumar Deepak | ||||||
| Scale -NA- | Raag -NA- | Taal -NA- |
tere bina hai duniya andheri jau kaha ye bata
o jau kaha ye bata
aakar ke koi itna bata de
kya hai piya ka pata
o jau kaha ye bata
tere bina hai duniya andheri jau kaha ye bata
o jau kaha ye bata
kismat ne todi asha ki dori gayal hua hai diwan
kitne dino jalta rahega aandhi me gham ka diya
o ri badariya tu hi bata de mujhse hui kya khata
o jau kaha ye bata
tere bina hai duniya andheri jau kaha ye bata
o jau kaha ye bata
aankhe mila ke najare chura ke
jane kaha chal diye
jag ko hasa ke hamko rula ke
jane kaha chal diye
o jau kaha ye bata
tere bina hai duniya andheri jau kaha ye bata
o jau kaha ye bata