The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Tauba Tauba Ye Adaye
0
Mohammed Rafi S Mohinder
Naya Paisa (1958) Raja Mehdi Ali Khan
Lyrics of Tauba Tauba Ye Adaye - तौबा तौबा तौबा ये अदाएँ

tauba tauba tauba ye adaye
tauba tauba tauba ye nigahe
tauba tauba tauba ye adaye
tauba tauba tauba ye nigahe
ye nigahe hai kya jadu
hua hua hua haye dil mera bekabu
tauba tauba tauba ye adaye

gaya gaya jispe haye mera dham
bade bade nakhre wala hai sanam
jane jane jane kare na sharm
kare kare kare sabka dil pe sitam
tauba tauba tauba ye jafaye
tauba tauba tauba ye nigahe
ye nigahe hai kya jadu
hua hua hua haye dil mera bekabu
tauba tauba tauba ye adaye

sachi sachi sachi dear pyar karega
kisi kisi kisi kisi se na kabhi darega
mera mera mera jab dil bharega
teri teri teri teri teri judai me marega
tauba tauba tauba kaha jaye
tauba tauba tauba ye nigahe
ye nigahe hai kya jadu
hua hua hua haye dil mera bekabu
tauba tauba tauba ye adaye

mera mera mera mera liya dil hi chura
liya liya liya liya tune badla ye kya
diya diya diya mera chain uda
kiya kiya kiya kiya mere sath daga
tauba tauba tauba kaha fajaye
tauba tauba tauba ye nigahe
ye nigahe hai kya jadu
hua hua hua haye dil mera bekabu
tauba tauba tauba ye adaye