Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Taar Taar Baj Raha Dil Ke Sur Bahar Ka Gun Guna Le Aa
|
Manna Dey, Lata Mangeshkar | Vasant Desai | ||||
School Master (1959) | Kavi Pradeep | Masti Bhare Geet | |||||
tar tar baj raha dil ke sur bahar ka
gungunale aa piya git aaj pyar ka
aa piya sajaniya aa piya sajaniya
tar tar baj raha dil ke sur bahar ka
gungunale aa piya geet aaj pyar ka
aa piya sajaniya aa piya sajaniya
aake hath thamle mujhpe nasha cha gaya
jab kisi ka dil lute aaj wo din aa gaya
aake hath thamle mujhpe nasha cha gaya
jab kisi ka dil lute aaj wo din aa gaya
lutle aaj maja is bahar ka
aa piya sajaniya aa piya sajaniya
samjh le sajan ye jawani ka isara
jawani ka isara
ye wo umar hai jo nahi aaye dobara
nahi aaye dobara
oh yu hi gujar jaye na ye sma khumar ka
aa piya sajaniya aa piya sajaniya
ye rangila waqt hai dur dur kyu rahe
ho dil se mila dil hai jab fir judai kyu sahe
ye rangila waqt hai dur dur kyu rahe
ho dil se mila dil hai jab fir judai kyu sahe
aaj ke mausam ke kam kya intzar ka
aa piya sajaniya aa piya sajaniya