The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Lyrics of Sundara Sundara - सुन्दरा सुन्दरा

sundara sundara sundara sundara
sundara sundara sundara sundara
sharabati nain me khwab to bun jara
kya meri dhadkane kehti hai sun jara
sundra sundara sundra sundara
sundra sundara sundra sundara

har rang se hai rangin, rang mere hizab ka
masti bhara hai har ang, jaise gul ho gulab ka
har rang se hai rangin, rang mere hizab ka
masti bhara hai har ang, jaise gul ho gulab ka
julfe hai jaise badal to chand chehra janab ka
laye kaha se koi jawab tere sabab ka
sundara sundara sundara sundara
sundara sundara sundara sundara
sanso me chhed de chahat ki dhun jara
kya meri dhadkane kehti hai sun jara
sundra sundara sundra sundara
sundra sundara sundra sundara

jadu ye mere jalwo ka, tujhpe chal jaye jo agar
mai hosh hawas mujhme hi aag, jal jaye jo agar
jadu ye mere jalwo ka, tujhpe chal jaye jo agar
mai hosh hawas mujhme hi aag, jal jaye jo agar
dil kya bache wo teer e najar nikal jaye jo agar
mar jau tera aanchal badan se dhal jaye jo agar
sundara sundara sundara sundara
sundara sundara sundara sundara
hotho se hoth pe karde chakur jara
kya meri dhadkane kehti hai sun jara
sundara sundara sundara sundara
sundara sundara sundara sundara
sharabati nain me khwab to bun jara
kya meri dhadkane kahti hai sun jara
sundara sundara sundara sundara
sundara sundara sundara sundara