The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Sau Feesadi
0
Usha Uthup Piyush Kanojia
99.9 Fm (2005) Amitabh Verma
Lyrics of Sau Feesadi - सौ फीसदी कुछ भी नहीं

sau fisdi kuch bhi nahi
kuch bhi nahi mere yaar
mausam jara pahchan lo
kar lena phir aitbaar
sau fisdi kuch bhi nahi
kuch bhi nahi mere yaar
mausam jara pahchan lo
kar lena phir aitbaar
kuch aur hi hai ye zindagi
dikhti hai kuch aur
koi jana na koi jane hai kya kya
koi jana na koi jane hai kya kya

harsu har ek najar me kharabi
kar na khud pe yaki itna bhi
harsu har ek najar me kharabi
kar na khud pe yaki itna bhi
dekhta aur hona hai kya
kya hai wafa, kya dosti
aur kya hai pyar
koi jana na koi jane hai kya kya
koi jana na koi jane hai kya kya
sau fisdi kuch bhi nahi
kuch bhi nahi mere yaar
mausam jara pahchan lo
kar lena phir aitbaar
kuch aur hi hai ye zindagi
dikhti hai kuch aur
koi jana na koi jane hai kya kya
koi jana na koi jane hai kya kya
koi jana na koi jane hai kya kya
koi jana na koi jane hai kya kya