Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sansar Ki Kaise Reet Hai
|
Asha Bhosle | S N Tripathi | ||||
Sampoorna Devi Darshan (1971) | B D Mishra | ||||||
sansar ki kaisi reet hai ye nirdosh ko dosh lagata hai
apradh koi aur kare aur saja dusra pata hai
sachchai roi duniya mein
sachchai roi duniya mein aur jhuth muskuraya
dharti se kahi nyay ki pahchan uth na jaye
dharti se kahi nyay ki pahchan uth na jaye
sachchai roi duniya mein
kanun hi nyay ko jab dega sahara
kanun hi nyay ko jab dega sahara
ji payenga kaise koi kamjor becharakoi
koi kamjor bechara
kamjoro ka sansar kamjoro ka sansar
kamjoro ka sansar se bhagwan uth na jaye
dharti se kahi nyay ki pahchan uth na jaye
sachchai roi duniya mein
koi jo buri raah chal deta hai to warna
koi jo buri raah chal deta hai to warna
mushkil ho jata hai uska sansar mein chalna
sansar mein chalna
achchhai ka achchhai ka achchhai ka
samaj mein balidan ho na jaye
dharti se kahi nyay ki pahchan uth na jaye
sachchai roi duniya mein
sachchai roi duniya mein aur jhuth muskuraya
dharti se kahi nyay ki pahchan uth na jaye
sachchai roi duniya mein
nash kar raha tu bande aaj dharm ka nam
kahi kalakit ho jaye na sadiyo ka itihas
saty dharm se uth jaye na logo ka viswas
kyu chup ho daso dishao tut pada aakash
tut pada aakash tut pada aakash
maiya maiya maiya maiya