The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Salone Kya Tune Prem Ka Shaastra Padha
0
Sohail Sen, Tarannum Mallik Sohail Sen Harman Baweja, Priyanka Chopra
Whats Your Raashee (2009) Javed Akhtar Ched Chad Songs
Lyrics of Salone Kya Tune Prem Ka Shaastra Padha - सलोने क्या तूने प्रेम का शास्त्र पढ़ा

salone kya tune prem ka shastra padha
salone kya tune prem ka shastra padha
ho koyi aaye to, mann ko bhaaye to
hoti hai kya dasha
sunani hai kya sari katha
sunani hai kya sari katha
salone aa, salone aa
kaisi agan sulagati hai honto mein
kaisa dhua ghir aata hai naino mein
kaisi agan sulagati hai honto mein
kaisa dhua ghir aata hai naino mein
kyun batein karati hai parchhayiyan
kyun aane lagati hai angdayiyan
tan sataye kyun thartharaye kyun
jage kyun kamana
sunani hai kya sari katha

salone aa, salone aa
o chanchal sundari baala, mujhe pata nahi tha
har yug mein janam leti hai yahaan koyi menaka
o prem ka badhan hai aalingan kaise tumse kahun
prem sandesa hota hai chumban isme sankoch kyun
yeh jo suwidha hai woh hi duwidha hai
isako kahu aur kya
sunani hai kya sari katha
salone kya tune prem ka shastra padha
salone kya tune prem ka shastra padha
ho koyi aaye to, mann ko bhaaye to
hoti hai kya dasha
sunani hai kya sari katha
sunani hai kya sari katha