The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Sajna Ka Kangna O Kangna Me Hira
0
Asha Bhosle, Bhupinder Singh R D Burman Mithun Chakraborty, Zarina Wahab
Sitara (1980) Gulzar Romantic Songs
Lyrics of Sajna Ka Kangna O Kangna Me Hira - सजना का कंगना ओ कंगना में हीरा

sajna ka kangana o kangana me hira
o sajna ka kangana, kangana me hira
hira mai khai ke maru ek baar ke dui baar ke
teen baar ke kay baar maru
are sajni ka kangana kangana me hira
hira mai khai ke maru ek baar ke dui baar ke
teen baar ke kay baar maru

ek to teri aankhe bilo ri aankhe jaise do hiro ki chori
ek to teri aankhe bilo ri aankhe jaise do hiro ki chori
o hire pe hire pe hire pe hire pe hire pe
are sajna ka kangana kangana me hira
hira pe hira mai khai ke maru ek baar ke dui baar ke
teen baar ke kay baar maru
are sajni ka kangana kangana me hira
hira mai khai ke maru ek baar ke dui baar ke
teen baar ke kay baar maru

ek to pade logo ki najar na dujhe teri gali se gujarna
ek to pade logo ki najar na dujhe teri gali se gujarna
bach bach ke rukhna kabhi chalna
ek baar ke dui baar ke teen baar ke kay baar bachu
are sajni ka kangana kangana me hira
hira mai khai ke maru ek baar ke dui baar ke
teen baar ke kay baar maru

ek to teri payal uchi bole dujhe gori ghunghat me na bole
ek to teri payal uchi bole dujhe gori ghunghat me na bole
mal mal ke ghunghat me gori jale
ek baar ke dui baar ke teen baar ke kay baar jale
are sajna ka kangana kangana me hira
hira mai khai ke maru ek baar dui baar
teen baar ke kay baar maru