The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Sachi Yeh Kahani Hai Sun Lo Meri Jaan
0
Alka Yagnik, Amit Kumar Jatin Lalit Suchitra Krishnamurthy, Shahrukh Khan
Kabhi Haan Kabhi Naa (1994) Majrooh Sultanpuri Rock Songs
Lyrics of Sachi Yeh Kahani Hai Sun Lo Meri Jaan - सच्ची ये कहानी है सुन लो मेरी जान

doston abb app jo sunege ye gana hi nahi
ek kahani bhi hai
haan ek scchai kahani ek don ki kahani

sachi ye kahani hai, sunlo meri jaan
kahin ek seher mein tha ek naujawan
scchaa seedha sa pyara insaan
kya kahon wo bana kaise don
kaise don

sachi ye kahani hai, sunlo meri jaan
kahin ek seher mein tha ek naujawan
scchaa seedha sa pyara insaan
kya kahon wo bana kaise don
kaise don

roji ke liye jahan jahan jata wo
thokar hi sada waha waha pata wo
roji ke liye jahan jahan jata wo
thokar hi sada waha waha pata wo
par wo jawan tha iraade ka jawan
chhod diya aakhir sarifho ka jahan
par wo jawan tha iraade ka jawan
chhod diya aakhir sarifho ka jahan

jis din se wo don ban gaya
darne lage log aisa tufan ban gaya
aur kya kahu mein, sara jahan tha uske kadmo mein

yun to jo bhi chaha wo mila
par dil ka gul na khila
dil ki khushi milti to, pyar use karta
ye jahan, ye jahan

sachi ye kahani hai, sunlo meri jaan
kahin ek seher mein tha ek nau jawan
scchaa seedha sa pyara insaan
kya kahon wo bana kaise don don don
kaise don

aage kya kahun uski kahaniya
jali hai sada aiso ki jawaniya
aage kya kahun uski kahaniya
jali hai sada aiso ki jawaniya
apno ne bhi to na kiya usse pyar
roothi rahi sada mohbbaat ki bahar
apno ne bhi to na kiya usse pyar
roothi rahi sada mohbbaat ki bahar

logon mein aata jab kabhi, hasta hasata jab kabhi
dekne wale ko hota tha, us hasi pe roneeeee
ka guman..ka guman

sachi ye kahani hai, sunlo meri jaan
kahin ek seher mein tha ek nau jawan
scchaa seedha sa pyara insaan
kya kahon wo bana kaise don don don don
kaise don don don don
kaise don