Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Roz Sham Aati Thi Magar Aisi Na Thi
|
Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | Ranjit, Vinod Khanna, Bindu, Tanuja | |||
Imtihan (1974) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
roz shaam aati thi magar aisi na thi
roz roz ghataa chhaati thi magar aisi na thi
roz shaam aati thi magar aisi na thi
roz roz ghataa chhaati thi magar aisi na thi
ye aaj meri zindagi me kaun aa gayaa
roz shaam aati thi magar aisi na thi
roz roz ghataa chhaati thi magar aisi na thi
daali me ye kiskaa haath kare ishare bulaae mujhe
daali me ye kisaka haath kare ishare bulaae mujhe
jhumti chachal hawaa
chhuke tan gudgudaae mujhe
haule haule dhire dhire
koi git mujhko sunaae
prit man me jagaae
khuli aankh sapne dikhaae
dikhaae dikhaae dikhaae
khuli aankh sapne dikhaae
ye aaj meri zindagi me kaun aa gayaa
roz shaam aati thi magar aisi na thi
roz roz ghataa chhaati thi magar aisi na thi
armano kaa rang hai jahaan palke uthaati hun mai
armano kaa rang hai jahaan plake uthaati hun mai
hans hanske hai dekhti jo
bhi murat banaati hun mai
jaise koi mohe chhede dil
kho aur bhi jaati hun mai jagmagaati hun main
diwaani hui jaati hun mai diwaani diwaani diwaani
diwaani hui jaati hun mai
ye aaj meri zindagi me kaun aa gayaa
roz shaam aati thi magar aisi na thi
roz roz ghataa chhaati thi magar aisi na thi