The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Roop Jab Aisa Mila Aisi Aada Kaise Na Ho Bhari Botal Jawani Ki
0
Kishore Kumar Kalyanji Anandji Amitabh Bachchan, Rekha
Ganga Ki Saugand (1978) Anjaan Masti Bhare Geet
Lyrics of Roop Jab Aisa Mila Aisi Aada Kaise Na Ho Bhari Botal Jawani Ki - रूप जब ऐसा मिला ऐसी अदा कैसे ना हो भरी बोतल जवानी की

are mishri jaisi tohri suratiya aur mirchi jaisi boli
bole aise bol ki sunke lage karzava pe goli

roop jab aisa mila aisi ada kaise na ho
roop jab aisa mila aisi ada kaise na ho
bhari bottle ho jawani ki, bhari bottle ho jawani ki
nasha kaise na ho
roop jab aisa mila haye haye haye

are are teri julmi jawani chadi nadiya toofani
are are teri julmi jawani chadi nadiya toofani
udhe jab lath mukhre pe gata ho paani paani
dekh ke tujhko julm dil pe bala kaise na ho
julm kaise na ho roop jab aisa mila haye haye haye

bagiya ki saari kaliya kheto ki hariyali
are paav tale bichh jaye jab chale nakhre wali
hai mukh per subah ki lali, badan phulva ki dhali
hai mukh per subah ki lali, badan phulva ki dhali
bara har rang me jaadu magar dil pyar se khali

aisa ho nakhra to biyara peeta kaise na ho
ha peeta na ho kaise ho roop jab aisa mila
aisi ada kaise na ho bari bottle ho jawani ki
bhari bottle ho jawani ki, bhari bottle ho jawani ki
nasha kaise na ho
roop jab aisa mila