The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Lyrics of Rehm-o-karam - रहम-ओ-करम

haari hatheli ki lakire kyun deva
saari bani hain zanjire kyun
haari hatheli ki lakire kyun deva
saari bani hain zanjire kyun
aankho ke aage andhera sa hai
rutha hai mujhse savera kyun
kya wo dhanak satrangi thi, meri nazar ka bharam
daata tera kaisa hai reham-o-karam
daata tera kaisa hai reham-o-karam
daata tera kaisa hai reham-o-karam
daata tera kaisa hai reham-o-karam
daata tera kaisa hai reham-o-karam

kabhi jinke karte the nazaare
bani hain un khawabo ki mazaare
kabhi jinke karte the nazaare
bani hain un khawabo ki mazaare
chura chura tutkar kyu aashiyana hasrato ka hua re
sine me dard ka dera sa hai
pighla nahi butt tera kyu
tu hi bata is tute dil se ab nibhaau kya dharam
daata tera kaisa hai reham-o-karam
daata tera kaisa hai reham-o-karam
daata tera kaisa hai reham-o-karam
daata tera kaisa hai reham-o-karam
daata tera kaisa hai reham-o-karam
hey ram, hey ram, hey ram, hey ram, hey ram