Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Raam Kare More Saiyya Ho Aise, Jaise Radha Ke Shyam
|
Suman Kalyanpur, Parveen Sultana | Usha Khanna | ||||
Khoj (1971) | Asad Bhopali | Masti Bhare Geet | |||||
ram kare more saiya ho aise
ram kare more saiya ho aise
kaise bol gauri kaise
jaise radha ke shyam
jaise sita ke ram
jaise radha ke shyam
jaise sita ke ram
ram kare more saiya ho aise
ram kare more
radha bani to badnam hogi
radha bani to
sita bani to vanvas hoga
duniya ka har dukh ban jayega sukh
man chaha pritam jab pass hoga
kaise bol gauri kaise
jaise tarkas me baan
jaise murli me taan
jaise tarkas me baan
jaise murli me taan
ram kare more saiya ho aise
ram kare more
tu aise sapne kyu dekhti hai
tu aise sapne
jo zindagi bhar honge na pure
sacchi lagan se dekho jo sapne
rahte nahi wo sapne adhure
kaise bol gauri kaise
jaise meera ki preet
jaise taane ke geet
jaise meera ki preet
jaise taane ke geet
ram kare more saiya ho aise
ram kare more saiya ho aise
kaise bol gauri kaise
jaise radha ke shyam
jaise sita ke ram