Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pyar Ki Nishaniyan Guzri Huyi Kahaniyan, Kab Se Rula Rahi Hume
|
Lata Mangeshkar | B. S. Kalla | ||||
Do Dulhe (1955) | Pandit Indra | ||||||
pyar ki nishaniya guzari huyi kahaniya
kab se rula rahi hame tumhari maharbaniya
pyar ki nishaniya guzari huyi kahaniya
kab se rula rahi hame tumhari maharbaniya
aankho ki aarzoo ho tum
manzil ki guftgu ho tum
manzil ki guftgu ho tum
bekhabar ho tum kar rahe nadaniya
ae samma bata jara kya hai jal mile maja
kya hai jal mile maja
aata nahi magar dhuaa jal rahi jawaniya
pyar kis nishaniya guzari huyi kahaniya
kab se rula rahi hame tumhari maharbaniya