Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Nasib Insaan Ka Chahat Se Hi Sanwarta Hai, Hum Tumhe Chahte Hain Aise
|
Manhar Udhas, Anand Kumar, Kanchan | Kalyanji Anandji | Vinod Khanna, Zeenat Aman | |||
Qurbani (1980) | Indeevar | Romantic Songs | |||||
nasib insan ka, nasib insan ka
nasib insan ka chaahat se hi sawarta hai
kya bura isme kisi par jo koyi marta hai
ham tumhe chahte hai aise
ham tumhe chahte hai aise
marne waala koyi
marne waala koyi zindagi chahta ho jaise
ham tumhe chahte hai aise
ruth jaao agar tum to kya ho
ruth jaao agar tum to kya ho
pal me aise lage
pal me aise lage jism se jaan jaise juda ho
ham tumhe chahte hai aise
marne waala koyi
marne waala koyi zindagi chahta ho jaise
ham tumhe chahte hai aise
zara puchho to mera iraada
zara puchho to mera iraada
mujhe kisse hai pyaar mere dil ka hai kaun shahzada
zara puchho to mera iraada
mere khaabo me jo saj raha hai
mere khaabo me jo saj raha hai
wo khuda to nahi par zamane me sabse juda hai
mere khaabo me jo saj raha hai
zindagi bin tumhaare adhuri
zindagi bin tumhaare adhuri
tumko paa lu agar
tumko paa lu agar har kami meri ho jaaye puri
zindagi bin tumhaare adhuri
le chalenge tumhe ham waha par
le chalenge tumhe ham waha par
tanhaayi sanam
tanhaayi sanam shahnaayi ban jaaye jaha par
ham tumhe chahte hai aise
ham tumhe chahte hai aise
marne waala koyi
marne waala koyi zindagi chahta ho jaise
ham tumhe chahte hai aise