The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Na To Aaj Barasat Ka Mausam, Bina Badara Ke Bijuriyaa
0
Mukesh Chand Mathur Kalyanji Anandji Rajesh Khanna, Mumtaz, Anju Mahendru
Bandhan (1969) Anjaan
Lyrics of Na To Aaj Barasat Ka Mausam, Bina Badara Ke Bijuriyaa - ना तो आज बरसात का मौसम, बिना बदरा के बिजुरिया

naa to aaj barasaat kaa mausam naa kahi chhaai badariya
phir bhi more jiyaraa me chamake are tham-tham koi bijuriya
vaa-vaah-vaah tohara javaab naahi

binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
kaise chamake koi puchhe re hamase
kaise chamake koi puchhe re hamase
ho bina badara ke, ho bina badara ke

raaho me jab gori nayana milaaye ke
nayana milaaye ke
muskaaye ghunghata me mukhada chhipaaye ke
to mar jaaen ham to qasam se qasam se
binaa badara ke
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake

baithe ho jab mithe sapane sajaye ke
sapane sajaaye ke
aise me haule se paas kabhi aaye ke
jo bichhava bajaye de gori chham se qasam se
binaa badara ke
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake