The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Lyrics of Milne Ki Tum Koshish Karna Vada Kabhi Na - मिलने की तुम कोशिश करना, वादा कभी ना करना

milne ki tum koshish karna, wada kabhi na karna

wada to tut jata hai, wada to tut jata hai

jab bhi tera ji chahe, tu paas mere aa jana
mera pyar bas tere liye hai, tu na kabhi ghabarana

lekin sapno me milne ki, kabhi na koshish karna

sapna to tut jata hai, sapna to tut jata hai

hoti hai bedard bahot hai, is duniya ki rasme
mushkil kar deti hai nibhana, pyar wafa ki kasme
ho hoti hai bedard bahot hai, is duniya ki rasme
mushkil kar deti hai nibhana, pyar wafa ki kasme
shishe jaise arma lekar, raaho se na guzarna

shisha to tut jata hai, shisha to tut jata hai