The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Mausam Ke Sargam Ko Sun Kya Ga Raha Hai Sama
0
Kavita Krishnamurthy, Shraddha Pandit Jatin Lalit
Khamoshi (1996) Majrooh Sultanpuri Masti Bhare Geet
Lyrics of Mausam Ke Sargam Ko Sun Kya Ga Raha Hai Sama - मौसम के सरगम को सुन क्या गा रहा है समां

mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
tu bhi ga tere sang gaye sara jahan
gaye ja, gaye ja, gaye ja

mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
tu bhi ga tere sang gaye sara jahan
gaye ja, gaye ja, gaye ja

har sur pe dil yu dhadke
ke saanso me agan bhadke sun kar ye sada
har sur pe dil yu dhadke
ke saanso me agan bhadke sun kar ye sada
aise aaj gaa khamoshi bol uthe
palke bhig jaye jal barse bina ghata
gaye ja, gaye ja, gaye ja
mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
tu bhi ga tere sang gaye sara jahan
gaye ja, gaye ja, gaye ja

phir ek din le jayega
ghunghta teraa uthayega koyi rajkumar
phir ek din le jayega
ghunghta teraa uthayega koyi rajkumar
phir ye rup rang ban jayega chaman
hoga ang ang ek masti bhari bahar
gaye ja, gaye ja, gaye ja
mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama
tu bhi ga tere sang gaye sara jahan
gaye ja, gaye ja, gaye ja