The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Matlabi Yaar Kiske, Khaya Piya Aur Khiske
0
Manna Dey, Asha Bhosle Anil Biswas
Jasoos (1957) Indeevar
Lyrics of Matlabi Yaar Kiske, Khaya Piya Aur Khiske - मतलबी यार किसके, खाया पिया और खिसके

he matlabi matlabi matlabi matlabi
matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske

ye manchale manchale bhanware ye kali kali ko chume
aur jab tak rang-o-bu hai, ye picche picche ghume

nikle uska diwala yuuu
nikle uska diwala, ye lag jaye picche jiske
he matlabi matlabi matlabi matlabi
matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske
matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske
matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske

ye natkhat natkhat naiyna ye chhup chhup paas bulaye
ho maal masala jo kuchh, ye lut put le jaaye

are aashik rah jaate hai, haaye
aashik rah jaate hai, ulfat me ghis pis ke
he matlabi matlabi matlabi matlabi
matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske
matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske
matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske

Ho dilwala dilwala aashik, ya chulbul chulbul ladki
sab gol ho jaate hai, jab chha jaati hai kadki

ho jeb garm mister ki, haa
ho jeb garm mister ki, to nakhre bhi hai miss ke
he matlabi matlabi matlabi matlabi
matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske
matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske
matlabi yaar kiske, khaya piya aur khiske
khaya piya, khaya piya, khiskeeee