The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Main Un Ki Ban Jaayun Re
0
Parul Ghosh Anil Biswas
Hamari Baat (1943) Narendra Sharma Romantic Songs
Lyrics of Main Un Ki Ban Jaayun Re - मैं उन की बन जाऊँ रे

main un ki ban jaau re
main un ki ban jaau
main un ki ban jaau re
main un ki ban jaau
pag chinha unka panth niharu
nainan deep jalau
pag chinha unka panth niharu
nainan deep jalau
main nainan deep jalau
main un ki ban jaau re
main un ki ban jaau

khadi rahi hu main piya ke path mein
aaye wo
aaye chanda ke rath mein
khadi rahi hu main piya ke path mein
aaye wo
aaye wo chanda ke rath mein
main man hi man lang lagau
main man hi man lang lagau
dur khadi sharmau
main dur khadi sharmau
main un ki ban jaau
main un ki ban jaau re
main un ki ban jaau

main solah singaar karungi
ae ri sakhi
ae ri sakhi
ae ri sakhi main pi ko marungi
main solah singaar karungi
bhole man ke armano ki jaymala pahnau
bhole man ke armano ki jaymala pahnau
main aymala pahnau
main un ki ban jaau
main un ki ban jaau re
main un ki ban jaau