Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Main To Hir Ka Hu Divana, Ek Chand Ka Tukada
|
Hemant Kumar | Anil Biswas | Pradeep Kumar, Nutan | |||
Heer (1956) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
mai to heer ka hun divana
ho o o o o
mai to heer ka hun divana
ek chand ka tukda ek phul sa mukhda
ek phul sa mukhda baat hasi
ek chand ka tukda phul sa mukhda baat hasi
usko sitaro tumne kahi dekha to nahi
chand ka tukda ek phul sa mukhda
ek phul sa mukhda baat hasi
ek chand ka tukda phul sa mukhda baat hasi
usko sitaro tumne kahi dekha to nahi
chand ka tukda
o o o o
naam uska suna hai jab se
dil puch raha hai sab se
naam uska suna hai jab se
dil puch raha hai sab se bas ek jhalak mil jae
pyasi hai nigahe kab se bas ek jhalak mil jae
pyasi hai nigahe kab se
ab kuch to baatao gum hai
kahan vo pardanashin
usko sitaro tumne kahi dekha to nahi
chand ka tukada ek phul sa mukhda
ek phul sa mukhda baat hasi
ek chand ka tukda phul sa mukhda baat hasi
usko sitaro tumne kahi dekha to nahi
chand ka tukda
o o o o
sun kar us ka afsana ek mai hi nahi divana
sun kar us ka afsana ek mai hi nahi divana
kahte hai ke us mukhade ka aina bhi parvana
kahte hai ke us mukhade ka aina bhi parvana
hay gul se nikhrti banti sanvarti hogi kahi
usko sitaro tumne kahi dekha to nahi
chand ka tukada ek phul sa mukhda
ek phul sa mukhda baat hasi
ek chand ka tukda phul sa mukhda baat hasi
usko sitaro tumne kahi dekha to nahi
chand ka tukda
o o o o
dekha to nahi hai phir bhi marta hun us qatil par
dekha to nahi hai phir bhi marta hun us qatil par
vo panv kahi rakhti ho padta hai hamare dil par
vo panv
vo panv kahi rakhti ho padta hai hamare dil par
hai dur nazar se pheer bhi wo dil se dur nahi
usko sitaro tumne kahi dekha to nahi
chand ka tukada ek phul sa mukhda
ek phul sa mukhda baat hasi
ek chand ka tukda phul sa mukhda baat hasi
usko sitaro tumne kahi dekha to nahi
chand ka tukda