The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Main Garibo Ka Dil
0
Hemant Kumar Sardar Malik
Aab-e-Hayat (1955) Hasrat Jaipuri
Lyrics of Main Garibo Ka Dil - मैं गरीबों का दिल

main garibon ka dil hun vatan ki jaban
main garibon ka dil hun vatan ki jaban
bekason ke liye pyar ka aasman
bekason ke liye pyar ka aasman
main garibon ka dil hun vatan ki jaban

main jo gata chalun saath mehfil chale
saath mehfil chale saath mehfil chale
main jo badhata chalun saath manzil chale
saath manzil chale saath manzil chale
mujhe raah dikhati chale bijaliyaan
mujhe raah dikhati chale bijaliyaan
main garibon ka dil hun vatan ki jaban
main garibon ka dil hun vatan ki jaban

husn bhii dekh kar mujhko hairaan hai
dekho hairaan hai dekho hairaan hai
ishq ko mujhse milne ka armaan hai
dekho armaan hai dekho armaan hai
dekho armaan hai
apni duniya ka hun main hasin naujavaan
apni duniya ka hun main hasin naujavaan
main garibon ka dil hun vatan ki jaban
main garibon ka dil hun vatan ki jaban

kaarvaan zindagani ka rukta nahin
han ji rukta nahin han ji rukta nahin
baadshaahon ke aage main jhuktaa nahin
han ji jhuktaa nahin han ji jhuktaa nahin
chaand taaron se aage mera aashiyaan
chaand taaron se aage mera aashiyaan
main garibon ka dil hun vatan ki jaban
main garibon ka dil hun vatan ki jaban
tu garibon ka dil hai vatan ki jaban
tu garibon ka dil hai vatan ki jaban
bekason ke liye pyar ka aasman
bekason ke liye pyar ka aasman
tu garibon ka dil hai vatan ki jaban
tu garibon ka dil hai vatan ki jaban