The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Main Dhoondne Ko Zamaane Me Jab Wafa Nikla
0
Arijit Singh Gaurav Dagaonkar Adhyayan Suman, Ariana Ayam
Heartless (2014) Arafat Mehmood Remix Songs, Sad Songs
Lyrics of Main Dhoondne Ko Zamaane Me Jab Wafa Nikla - Reprise - मैं ढूंढने को ज़माने में जब वफ़ा निकला

aa ha aa ha aa ha aa
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
pata chala ke ghalat leke main pata nikla
pata chala ke ghalat leke main pata nikla
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
aa aa ha aa ha aa ha aa

jiske aane se muqammal ho gayi thi zindagi
dastake khushiyon ne di thi, mit gayi thi har kami
kyun bewajah di yeh saza, kyun khwaab de ke woh le gaya
jiye jo hum lage sitam, azaab aise woh de gaya
main dhundne ko uske dil me jo khuda nikla
main dhundne ko uske dil me jo khuda nikla
pata chala ke ghalat leke main pata nikla
pata chala ke galat leke main pata nikla
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla aa
aa ha aa aa ha aa ha aa

dhundta tha ek pal me dil jise ye sau dafa
hai subah naraz us bin ruthi shaame din khafa
woh aaye na, le jaye na, haan uski yaade jo yaha
na raasta, na kuchh pata, main usko dhundhunga ab kaha
main dhundne jo kabhi jeene ki wajah nikla
main dhundne jo kabhi jeene ki wajah nikla
pata chala ke ghalat leke main pata nikla
pata chala ke ghalat leke main pata nikla
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla aa
aa o aa woah hey aye ayee ye