Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Mahbuba Payi Hai Maine Kaisi, Takdir De Na Kisi Ko Aisi
|
Kishore Kumar | Bappi Lahiri | ||||
Mohabbat (1985) | Indeevar | Masti Bhare Geet | |||||
mahbuba payi hai maine kaisi takdir de na kisi ko aisi

jhula jhula ke pyar dikhla ke chali jayegi ye jawani

pyar se chhedu usko kabhi jo jor se vo to cheekhe
akal ki kachhi bilkul bachi gudiya jaisi dikhe
naino ki bhasha pyar ki boli samjhe na aisi bholi
naino ki bhasha pyar ki boli samjhe na aisi bholi
mahbuba payi hai maine kaisi takdir de na kisi ko aisi
dudh pila ke nipal chusa ke beet jayengi jindagani
na jane isko aayega kab tak dil se dil ka lagana
naye jamane me aaya kaha haye ye modal purana
padake koi aisi ke pale armaa kaise nikale
padake koi aisi ke pale armaa kaise nikale
mahbuba payi hai maine kaisi takdir de na kisi ko aisi
khel khila ke ghodd utha ke bithegi ruth mastani