The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Khul Jaayega Kismat Ka Taala
0
Shabbir Kumar Bappi Lahiri Kamal Haasan, Amitabh Bachchan
Geraftaar (1985) Indeevar Disco Songs
Lyrics of Khul Jaayega Kismat Ka Taala - खुल जायेगा किस्मत का ताला

khul jayega kismat ka tala, main bhi actor banunga namwala

apki duwa chahiye bas apaki duwa chahiye, apki duwa chahiye

nachunga gayunga fight batunga main
koi jo na kar paye wo kar dikhaunga main

kisi director ki bas mujhpar ek najar pad jaye
ya to top heroine ki bas mujhase ankh lad jaye
khul jayega kismat ka tala, main bhi actor banunga namwala
apki duwa chahiye bas apaki duwa chahiye, apki duwa chahiye

james bond banake jab film mein ayunga
ek mauka mil jaye acting karunga gajab ki
aaya jo han parde par chhutti main kar dunga sab ki

sari hasin jawan ladkiya mangegi autograph
tanhayi mein chhupkar mera chumengi photograph