Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Kash Dekhu Mai Aaj Ki Raat Chand Or Piya Dono Ek Sath
|
Sadhana Sargam | Laxmikant Pyarelal | Mamta Kulkarni | |||
Aashiq Awara (1993) | Anand Bakshi | ||||||
ae kash dekhu mai aaj ki raat
ae kash dekhu mai aaj ki raat chand or piya dono ek sath
ae kash dekhu mai aaj ki raat
ae kash dekhu mai aaj ki raat chand or piya dono ek sath
ae kash dekhu mai aaj ki raat
sajan ki lambi umar ke liye
sajan ki lambi umar ke liye sato janam maine apne diye
manga yahi jod ke apne hath
manga yahi jod ke apne hath chand or piya dono ek sath
ae kash dekhu mai aaj ki raat
ae kash dekhu mai aaj ki raat
dono ke ek sath darshan karu
dono ke ek sath darshan karu pooja ke ye phul arpan karu
taro ki aise nikle barat
taro ki aise nikle barat chand or piya dono ek sath
ae kash dekhu mai aaj ki raat
ae kash dekhu mai aaj ki raat chand or piya dono ek sath
ae kash dekhu mai aaj ki raat
ae kash dekhu mai aaj ki raat
amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe
amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe
amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe
amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe