The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Kal Jisne Janam Yehan Paya, Kal Jisko Jhule Ne Jhulaya
0
Kumar Sanu, Suresh Wadkar Ravindra Jain Amrita Rao, Shahid Kapoor
Vivah (2006) Ravindra Jain Masti Bhare Geet
Lyrics of Kal Jisne Janam Yehan Paya, Kal Jisko Jhule Ne Jhulaya - कल जिसने जन्म यहाँ पाया, कल जिसको झूले ने झुलाया

kal jisne janam yaha paya, kal jisko jhule ne jhulaya
kal jisne janam yaha paya, kal jisko jhule ne jhulaya
najadik sulaya godi me uthaya, kandhe pe ghumaya
jise chalna sikhaya
kya ye wohi ladka hai, kya ye wohi ladka hai
kya ye wohi ladka hai, kya ye wohi ladka hai

kal tak jo nanhi si lali thi, komal si juhi ki kali thi
kal tak jo nanhi si lali thi, komal si juhi ki kali thi
wo totli boli are kitni bhali thi
wo jiske sima bas ghar se gali thi
kya ye wohi ladki hai, kya ye wohi ladki hai
kya ye wohi ladki hai, kya ye wohi ladki hai

prep se lekar primary tak, primary se phir dasvi tak
school me choda school se laya, barso maine ye niyam nibhaya
is ghar me bholu jo kehlata tha
teacher se bhi jo sharmata tha
dekh aapki ladki ko, dil jiska dhadka hai
jiske jawaa sine me, aaj ek shola bhadka hai
kya ye wohi chhutka hai, kya ye wohi ladka hai
haa ye wohi chhutka hai, haa ye wohi ladka hai

titliyo ke piche jo dauda karti thi
pariyo ke chitro me rang bharti thi
kab ye kali se phool ban gayi, prem si jodi prem ki dori
kab main budha hua na jana, jane kab ye ho gayi kishori
gudiyo ki shaadi kal jisne rachayi
hone waali hai kal jiski bidaayi
milke jise mere shehjade ki, tabiyat fadki hai
milke jise chote saahab ki, tabiyat fadki hai
kya ye wohi ladki hai, kya ye wohi ladki hai
haa ye wohi ladki hai, bahu aapke ghar ki hai

chuna ek duje ko tumne lakho me karodo me
joda amar ho tumhara pyaar bhare jodo me
mausam aaye mausam jaaye, tumhara jeevan aur sajaye
samay ki dhara me hum to beh jayenge
humare bol tumhare sang reh jayenge
woh maryadaye woh paramparaye
jo humne nibhayi, woh ye bhi nibhaye
bas yahi kehna hai, bas yahi kehna hai
bas yahi kehna hai, bas yahi kehna hai