The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Lyrics of Kahiye Kahaan Se Aanaa Huaa - कहियें कहाँ से आना हुआ

hey, kahiye kahan se aana hua
chehra to hai pahchana hua
hey, kahiye kahan se aana hua
chehra to hai pahchana hua
ho sochiye nayi baat koyi
ab ye majak purana hua
wo suhana milan
pyar ki wo lagan
bhul gaye kya sanam
tarram parram parram pam
kahiye kahan se aana hua
chehra to hai pahchana hua
ho sochiye nayi baat koyi
ab ye majak purana hua
wo suhana milan
pyar ki wo lagan
bhul gaye kya sanam

yaad ab aaya re ha
aagre ki kunj galiya
p r pa, p r pa, p r pa, p r pa
yaad ab aaya re ha
aagre ki kunj galiya
pichhe pichhe ladko ki fauj
aage aage tum meri jaan
phir lage the gale, tajmahal tale
bhul gaye kya sanam
tarram parram parram pam
kahiye kahan se aana hua
chehra to hai pahchana hua
ho sochiye nayi baat koyi
ab ye majak purana hua
aaine me kabhi, dekh lete chhabi
bhul gaye kya sanam

yaad hai sawan ki rumjhum
jab the mere pyar me gum
p r pa, p r pa, p r pa, p r pa
yaad hai sawan ki rumjhum
jab the mere pyar me gum
maar ke thokar apno ko
ghar se bhag liye the tum
phir humari chhadi, yaar kaisi padi
bhul gaye kya sanam
tarram parram parram pam
kahiye kahan se aana hua
chehra to hai pahchana hua
ho sochiye nayi baat koyi
ab ye majak purana hua
la ll lla
la ll lla
la ll la lla
tarram parram parram pam
kahiye kahan se aana hua
chehra to hai pahchana hua
are are ye to asli tapak pade
kahiye kahan se aana hua
chehra to hai pahchana hua