Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jis Raat Jale Na Parwane, Aisi To Koi Bhi Raat Nahi
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Madan Mohan | ||||
Sanjog (1961) | Rajinder Krishan | Qawwalis | |||||
jab talak jal rahen hain parwane
pyar ki dasta chale hi chale subhan allah
ishq ko kya mitayega koi ishq ka karwa chale hi chale
jis rat jale na parwane jis rat jale na parwane
aisi to koi bhi rat nahi aisi to koi bhi rat nahi
jis rat jale na jis rat jale na parwane
aisi to koi bhi rat nahi ishq jalta hai, ishq jalta hai
jalta hai ishq jalta hai lau aati hai
do char ya das ki bat nahi jis rat jale na parwane
aisi to koi bhi rat nahi aisi to koi bhi rat nahi
kya chij hai ye ulfat ki jalan puchho ye kisi dilwale se
kya chij hai ye ulfat ki jalan
puchho ye kisi dilwale se puchho ye kisi dilwale se
tere liye nazar se zamana gira diya
haye tujhko basa ke dil me jaha ko bhula diya
jab teri rah gujar me
jab teri rah gujar me jab teri rah gujar me
andhera hyua tabi
to phir kya kiya aji mil na saka chirag to
dil hi jala diya kya dil jalaya
dilwale jalten jayenge is rah pe chalte jayege
fariyad na lab par aayegi
o ho gam sino me palte jayege
dilwale jalten jayenge is rah pe chalte jayege
zalim tere wado ka kya hai
zalim tere wado ka kya hai
wo hasrat pe talte jayege dilwale jalte jalte jayege
is rah pe chalte jayege allah ke aage bhi lekin
shikwa na karege hum tera
tu laz humari shabar ki dekh
hum phir bhi bharege dam tera
kya chij hai ye ulfat ki jalan
puchho ye kisi dilwale se puchho ye kisi dilwale se
is ishq ke dukhde kon gine is ishq ke is ishq ke
is ishq ke dukhde kon gine ji
is ishq ke dukhde kon gine
kon gine kon gine ji kon gine
do char ya das ki bat nahi do char ya das ki bat nahi
jis rat jale na parwane
aisi to koi bhi rat nahi aisi to koi bhi rat nahi
tum dar se uthate ho kisko ye yad rahe ye yad rahe
tum dar se uthate ho kisko ye yad rahe ye yad rahe
aji ye yad raha aji ye yad rahe
ye yad rahe hum aashiq hai
parwane ka sina rakhte hai jine ka salika ata hai
marne ka karina rakhte hai
ye yad rahe aji ye yad rahe
mrna hi humari manjil hai manjil se darate ho kisko
ji manjil se darate ho kisko ho
is dar ki raunak hai hum se
tum dar se uthate ho kisko ho
tum dar se uthate ho kisko
hum uth ke to chale jayenge or laut ke fir nahi aayenge
mar jayenge mar jayenge mar jayenge
mgar ye yad rahe aji ye yad rahe
ae diledar tere hal pe chhod a tujhko
yaar agar ho gaye lachar to kya rakha hai
o sitamgar tujhe ye log na jine dege
hum to mar jayege bemot hamara kya hai
magar ye yaad rahe aji ye yaad rahe
hum achhe chale to jayege
aur laut ke phir nahi aayege
mar jayege mar jayege mar jayege
lekin sitamgar yaad rahe
yaad rahe lekin sitamgar yaad rahe
lekin sitamgar yaad rahe
aji yaad rahe ye yaad rahe
lekin sitamgar yaad rahe
tum dar se uthate ho kisko
ye yad rahe ye yad rahe
hai shehar ka shehar hi diwana
diwana diwana
hai shehar ka shehar hi diwana ha ji
hai shehar ka shehar hi diwana
do char ya das ki bat nahi do char ya das ki bat nahi
jis rat jale na parwane
aisi to koi bhi rat nahi aisi to koi bhi rat nahi
ek jalta hai sau aate hai do char ajab ki baat nahi
do char ajab ki baat nahi ek raat jale naa parwane