Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
![]() |
Jeevan Me Piya Tera Sath Rahe
|
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Vasant Desai | Ameeta, Rajendra Kumar | |||
Goonj Uthi Shahnai (1959) | Bharat Vyas | Romantic Songs | |||||
rok sake naa raah hamari duniya ki divar
sath jiyenge, sath marenge, amar hamara pyar
jivan me piya tera sath rahe
jivan me piya tera sath rahe
hatho me tere mera hath rahe
hatho me tere mera hath rahe
jivan me piya tera sath rahe
jivan me piya tera sath rahe
singar bhara piya pyar tera
singar bhara piya pyar tera
jhankar kare ho mere kangana me
jhankar kare ho mere kangana me
lagi jab se lagan mere mann me sajan
lagi jab se lagan mere mann me sajan
shahanai baje ho mare angana me
shahanai baje ho mare angana me
saragam ki sada
saragam ki sada barasat rahe
saragam ki sada barasat rahe
hatho me tere mera hath rahe
hatho me tere mera hath rahe
jivan me piya tera sath rahe
jivan me piya tera sath rahe
jab tak suraj chanda chamke, ganga jamuna me bahe pani
jab tak suraj chanda chamke, ganga jamuna me bahe pani
rahe tab tak prit amar apani
rahe tab tak prit amar apani
hai yeh janam janam ki diwani
hai yeh janam janam ki diwani
rani aaj yad milan
rani aaj yad milan ki yeh rat rahe
piya aaj yad milan ki yeh rat rahe
hatho me tere mera hath rahe
hatho me tere mera hath rahe
jivan me piya tera sath rahe
jivan me piya tera sath rahe