The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Jai Jai Bhim
0
Rani Hazarika, Jaan Nissar Lone Jaan Nissar Lone
Shudra The Rising (2012) Tanveer Naqvi
Lyrics of Jai Jai Bhim - जय जय भीम

jai jai bhim baba jai jai bhim
jai jai bhim baba jai jai bhim
mukh tej ravi sa saje se
jiski vani singh si lage re
jai jai bhim baba jai jai bhim
mukh tej ravi sa saje se
jiski vani singh si lage re
gav gav aur gali gali me
jiska danka baje re
jai jai bhim baba jai jai bhim
jai jai bhim baba jai jai bhim

dalito ke uthhan ko lekar
raha jo sabse aage
lada akela dunia se wo
sukh dukh apna tyage
aanhko me samta ki jwala
aanhko me samta ki jwala
hotho pe talim
jai jai bhim baba jai jai bhim
jai jai bhim baba jai jai bhim

maas chait ki chadah san
athrah sau ikvyanve me
ek masiha janma tha
mp ki moh gaav me
mas chait ki chadav shan
athrah sau ikvyanve me
ek masiha janma tha
mp ki moh gaav me
thi dhanya wo maa ki god
ki jisme aisa laal bhi jage
jat pat ki jad ko jisne rakh dala hila ke
tujhsa pita ho jis balak ka
ho na kabhi yatim
jai jai bhim baba jai jai bhim
jai jai bhim baba jai jai bhim

aankh pe kala chashma sohe
hath me unke pothi
likh kar savidhan jalai lok tantar ki jyoti
aankh pe kala chashma sohe
hath me unke pothi
likh kar savidhan jalai lok tantar ki jyoti
dil me aaj bhi jan jan ke ye bharat ratan viraje
karte hai abhaar parkat hum charan dhul rakh mathe
dev tulay tha aadim rup me wo tha maha mahim
jai jai bhim baba jai jai bhim
jai jai bhim baba jai jai bhim
jai jai bhim baba jai jai bhim
jai jai bhim baba jai jai bhim

divya parbha ratan tu, sadhu vardan tu
aty kul bhushan tu, bhim raja hai tu
sakal vidya pati, dhyan sat sangati
shastar ka sanmati buddh te ja hai tu
pankaja narwara rakt sarwajan uathra
bhagwan ka ? bhakat ka ? hai tu

disha hin dalito ko tune buddh ki raah dikhai
diksha bhumi nagpur me diksha unhe dilayi
disha hin dalito ko tune buddh ki raah dikhai
diksha bhumi nagpur me diksha unhe dilayi
kitne hai upkar tumhare koi kaise bache
chaudah sarovar wo mahaar ka pani diya ujake
shudro ko ashtitav mila re milaai tera mahim
jai jai bhim baba jai jai bhim
jai jai bhim baba jai jai bhim
jai jai bhim baba jai jai bhim
jai jai bhim baba jai jai bhim
jai jai bhim baba jai jai bhim
jai jai bhim baba jai jai bhim