The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Jahaan Mile Dharati Aakaash
0
Mohammed Rafi Madan Mohan
Madan Mohan - Tere Bagair (2009) Rajinder Krishan
Lyrics of Jahaan Mile Dharati Aakaash - ओ ओ ओ ओ ओ ओ

o o o o o o
jahan mile dharati aakash
jahan mile dharti aakash
waha se koyi mujhe pukare kare ishare ho ho ho ho
jahan mile dharati aakash
jahan mile dharati aakash

kaun hai itani dur kiya hai, jisne waha basera
kaun hai itani dur kiya hai, jisne waha basera
jan hai na pehchan magar, dil khinch rahi hai mera
kya aisa bhi ho sakata hai
jahan mile dharati aakash
jahan mile dharti aakash

bhuli bhataki ik badali hai, ya ek aawara sapana
bhuli bhataki ik badli hai ,ya ek aawara sapana
mai bhi use apna samajhu aur vo bhi mujhe samajhe apana
kya aisa bhi ho sakata hai

jahan mile dharati aakash
jahan mile dharti aakash
waha se koyi mujhe pukare kare ishare ho ho ho ho
jahan mile dhati aakash
jahan mile dharti aakash