Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha, Ke Main Ek Badal Aawara (Male)
|
Talat Mehmood | Salil Chowdhury | ||||
Chhaya (1961) | Rajinder Krishan | Sad Songs | |||||
itna na mujhse tu pyar badha
ki mai ek badal aawara
kaise kisi ka sahara banu ki
mai khud beghar bechara
itna na mujhse tu pyar badha
ki mai khud beghar bechara
kaise kisi ka sahara banu
ki mai khud bechara
arman tha gulshan par barsu
ek shokh ke daman par barsu
armaan tha gulshan par barsu
ek shokh ke daman par barsu
afsos jali mitti pe mujhe
takdir ne meri de mara
itna na mujhse tu pyar badha
ki mai ek badal aawara
kaise kisi ka sahara banu
ki mai khud bechara
madhosh humesha rehta hu
khamosh hu sab kuchh kehta hu
madhosh humesha rehta hu
khamosh hu sab kuchh kehta hu
koi kya jane mere sine mein hai
bijli ka bhi angara
itna na mujhse tu pyar badha
ki mai ek badal aawara
kaise kisi ka sahara banu
ki mai khud beghar bechara
itna na mujhse tu pyar badha
ki mai ek badal aawara
kaise kisi ka sahara banu
ki mai khud beghar bechara