Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
India Waale (Electronic)
|
Neeti Mohan, Shankar Mahadevan, Vishal Dadlani, K. K. | Vishal Shekhar | ||||
Happy New Year (2014) | Irshad Kamil | Masti Bhare Geet | |||||
ho mane ya koi mane na yaha apni bhi thodi adaa
thoda andaz hai aise hai chahe waise hai
are jo bhi hai jaise hai khud pe hume naaz hai
jane na humko ye zamana chaho to humko aazmana
hum yaarbaaz hum jaalsaaz hum ishqbaaz dilwaale
kehte hai humko pyar se india wale
chhu lete dil ke taar se india wale
har jeet cheen le haar se indiawale
dushman ke chakke chhuda de hum indiawale
dushman ke chakke chhuda de hum indiawale
yu to sidhe bade kabhi chahe to hatho se
lete laqeere chura o humko parwaah nahi
jo bhi kehta hai kehne de jag ye bhala ya bura
jaisi bhi marzi ho humaari karte hain aisi hoshiyari
par dil se yaar jo le pukaar to jaan nisaar kar dale
kehte hai humko pyar se india wale
chhu lete dil ke taar se india wale
har jeet cheen le haar se indiawale
dushman ke chakke chhuda de hum indiawale
ungli pe sabko nacha de hum indiawale
aankho ki aankho ki chaabi se
thoda betabi se chupke se khole dilo ke tale
jaan dete usko jahaan dete
apna imaan dete jiski bhi bahe gale me dale
duniya se humko kya le jana yaaro ke dil me ho thikana
hume ek baar hota hai pyar ye lakh baar kehla le
kehte hai humko pyar se india wale
chhu lete dil ke taar se india wale
har jeet cheen le haar se indiawale
dushman ke chakke chhuda de hum indiawale
dushman ke chakke chhuda de chhuda de
ungli pe sabko nacha de
dushman ke chakke chhuda de hum indiawale