The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Humko Aawaj De Tu Kaha Hai Sanam
0
Alka Yagnik, Kumar Sanu Jatin Lalit Saif Ali Khan, Twinkle Khanna
Yeh Hai Mumbai Meri Jaan (1999) Indeevar Romantic Songs
Lyrics of Humko Aawaj De Tu Kaha Hai Sanam - हमको आवाज दे तू कहाँ है सनम

humko aawaj de tu kaha hai sanam
humko aawaj de tu kaha hai sanam
pyar ke roke kadam
itna kaha duniya me dam
hum tere aashik sanam
humko aawaj de tu kaha hai sanam
pyar ke roke kadam
itna kaha duniya me dam
hum tere aashik sanam
humko aawaj de

pehle pehle pyar ko
koi dil se mita nahi paya
jaan hatheli par rakhkar
tujhe lene wala aaya
jag ye dekhta reh jayega
aashik tera le jayega
itna kaha duniya me dam
pyar ke jo roke kadam
humko aawaj de tu kaha hai sanam
pyar ke roke kadam
itna kaha duniya me dam
hum tere aashik sanam
itna kaha duniya me dam
pyar ke jo roke kadam
humko aawaj de

nadiyo ko sagar ka pata kya koi batlata hai
ho sacchi lagan ho dil me to khud rasta mil jata
kaun bahar ko baandh saka hai
kaid hawa ko kisne kiya hai
itna kaha duniya me dam
pyar ke jo roke kadam
humko aawaj de tu kaha hai sanam
humko aawaj de tu kaha hai sanam
pyar ke roke kadam
itna kaha duniya me dam
hum tere aashik sanam
itna kaha duniya me dam
pyar ke jo roke kadam