The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Lyrics of Happy, Ending - हैप्पी, एंडिंग

happy ending, happy ending
everybody's looking for the happy ending
happy ending, happy ending
har kahani ki ho happy ending

kabhi darwaaze pe jo thak thak hui to
dastak wo shauhrat ki ho
kabhi jo chhat pe yu hi chham chham hui to
baarish wo daulat ki ho
tu jaise hote hai khayali baato me
sabhi ke waise hi poore arma ho
sabka bhala ho, sabka sahi ho
apna bhi lekin sabse sahi ho
humse na upar koi kahi ho
sabka bhala ho, sabka sahi ho
sabka bhala ho, sabka sahi ho
apna bhi lekin sabse sahi ho
humse na upar koi kahi ho
sabka bhala ho, sabka sahi ho

happy ending, happy ending
everybody's looking for the happy ending
happy ending, happy ending
har kahani ki ho happy ending

chaar topo se apni salaami ho
saari public bhi apni deewani ho
doobti naiya me apna chale chappu
kisi bhi baazi me humko mile paplu
hum to khwaaish karenge, hum guzaarish karenge
hum to maangenge ek din jaib me saari ye duniya ho
sabka bhala ho, sabka sahi ho
apna bhi lekin sabse sahi ho
humse na upar koi kahi ho
sabka bhala ho, sabka sahi ho

happy ending, happy ending
everybody's looking for the happy ending
happy ending, happy ending
har kahani ki ho happy ending

dekhenge hum aankhro se ab mal mal ke yu
chamkile se chaand taaro se sapne hai jo
poore honge thaath bhaath apne bhi honge ha
aaj jannat pe humne apni seedi tikayi
ab to hontho pe sabke raat din apni charcha ho
sabka bhala ho, sabka sahi ho
apna bhi lekin sabse sahi ho
humse na upar koi kahi ho
sabka bhala ho, sabka sahi ho, happy ending
sab ka bhala ho, sab ka sahi ho
apna bhi lekin sabse sahi ho, happy ending
humse na upar koi kahi ho
sabka bhala ho, sabka sahi ho
sabka bhala ho, sabka sahi ho
apna bhi lekin sabse sahi ho, happy ending
humse na upar koi kahi ho
sabka bhala ho, sab ka sahi ho, happy ending